घर से ऊपरी बाधा को दूर करने के उपाय Ghar Se Upari Badha Door Karne Ke Upay

Yadi aapko aisa lagta hai ki aapke ghar mein koi upari ya bahari badha hai ya kisi ne kuch karwa diya hai jis se aapke ghar ki sukh shanti chali gayi hai to aap ye upay kar sakte hai.

Ghar Se Upari Badha Door Karne Ke Upay

Aapko apna purana jutha (shoe) ghar ke kisi kone mein latka dena hai.  Aisa karne se buri najar aur upari hawa se aapka bachaav rahega.  Yadi aap naya ghar bana rahe hai to kaali handi jaroor latka de aur yadi kriaye ke makaan mein rahate hai to khidkiyo ki salakho pr kala dora jaroor bandh de aisa karne se upari badha aapke ghar mein pravesh nahi karegi 

Leave a comment